What are the lyrics of the new Bollywood song "Mehrama" from the Love Aaj Kal movie sung by Darshan Raval and Antara Mitra?
PriyankaEnlightened
What are the lyrics of the new Bollywood song "Mehrama" from the Love Aaj Kal movie sung by Darshan Raval and Antara Mitra?
Share
Here you go with the lovely lyrics of Mehrama:
Chaahiye kisi saaye mein jagah, Chaaha bohot baar hai
Na kahin kabhi mera dil laga, Kaisa samajhdar hai
Main na pohchun kyun wahan pe
Jaana chaahun main jahaan
Main kahan kho gaya
Aisa kya ho gaya…
O mehrama, kya mila… Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila… Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O meharma, kya mila… Yun juda hoke bata
Jo shor ka hissa huwi hoon
Woh aawaz hoon
Logo mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main
Duniya mujhe… mujhse juda hi karti rahe
Bolo magar na baatein karu…
Ye kya hoon main…
Sab hai lekin main nahi hoon
Woh jo thoda tha kami
Woh hawa ho gaya
Kyu khafa ho gaya
O mehrama, kya mila… Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila… Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O meherma, kya mila
Yun juda hoke bata…